choti choti adhuri trishnayen....
ek ankhmicholi khelta
ansuljha khwaab...
halki dabayi hui..nirasha..
gol gol ghum ke
kab chakrwat ban jaye..
kise leel le kya jaane....
chota zakhm hi nasoor ban jata
hai kabhi kabhi..
shayad main ye bhulne lagi hoon...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
4 comments:
हल्की दबायी हुयी निराशा
बहुत सुन्दर प्रयोग उम्दा
आभार
सत्या
dhanyawaad satyaji
bahut hi umda hai yeh tumhari chhoti si kavita...chhoti cheezon aur kam shabdon me hi bahut badi baaten bol jati ho tum aur main fida hun tumhari is anokhi pratibha pe...well done again !!
bahoot khoobsoorat ..........
Post a Comment