Popular Posts

Friday, June 4, 2010

kuckk khayaal aur...

one way traffick acha hota h.
...unn rahon par gaadiya nahi jamti.
..ek tarfa pyaar dard kyu jama deta h..

suraj aur chand ki baaten
chalti rahengi taumr
std rates kam h aajkal....

na rahi aasmaa kisi ka..
na rahi zameen...
ek ped rhi jiski chaon ke tale..
log aaye aur gaye....

koi dosti ki umr lambi kar de...
tanhaai khud b khud aujhal ho jayegi...

3 comments:

Unknown said...

ek alag sa dard hai in sabhi lines mein.........mahsoosh kii gayi nazmen hai ye

divya said...

ji chetan ji marm samajhne k liye sadhuwaad...

Unknown said...

Ek tarfa pyaar dard kyu jama deta hai?
Salutes!!!